Hay waheen per khara adam
hua tha shuru jahan say adam
tum kehtay ho bohat oonchay khiyalat hay tumharay
phir bhi khaq ho aur batain teri khaq-e-nasheen
is khud ki bher chal main kab tak chalayga
tu phir toot bikhar ker paani bunjayga
janat bhi yaheen, dozakh bhi yaheen
koi naheen tua srif khuda hee naheen
khud aur khudi main srif ye ka sa farak hay
per zindagi main yeah itna dair pa kyon hay?
kaun samjhayga humain aiy saad
humain tua khud apna hee pata nahi